Monday, April 13, 2009

kya socha kya paya
kya chaaha kya kamaya
kabhi patthar pe sir mara
kabhi lehro pe ghar banaya
raato me kabhi zindagi padhi
din me andhera manaya
hone ka ehsas ab jaag chuka hai
mita diya hai ab har saaya
dhoop ab tez nahi
aur kuchh ab shesh nahi
zindagi ki mithas ko maine chakha
mera chaitanya wapas laut aya

No comments:

Post a Comment

My composition - Gustakhiyan, mannmarziyan, khudgarziya

  Chalo aankho se hi aankho ke beech baatein kiye jayein In lafzon ki in ankhon ko zarurat kya hai.. Tumhe ankho se bayaan kar de dil ke jaz...