Monday, July 13, 2009

someone somewhere..

Gham ki andheri raat me
Dil ko na bekarar kar
Subah zaroor aegi
Subah ka intezar kar

Zindagi bhi kya zindagi
Tum nahi to hai kuchh nahi
Chaahenge tumko umra bhar
Muskura ke dekh ab idhar
Subah zaroor aegi
Subah ka intezar kar..

Khwahishein kya hain khwahishein
Jo kabhi yu hi poori ho
Khushiyan bhi ho be-asar
Ho na ye gham agar
Gham ki andheri raat mein..


Ham Yahan aaj kal wahan
Kise pata ho kal kahan
Is liye aa jeele chal
Ke phir na beet jaye ye pal
Gham ki andheri raat mein..

No comments:

Post a Comment

फटे पुराने पन्नों से झाँकती ज़िंदगी

जिन उंगलियों को पकड़ कर चलना सीखा जिन कंधों पर बैठ कर दुनिया देखी आज वो उंगलियाँ बूढ़ी हो चलीं हैं और कंधे झुके-झुके से दिखते हैं उन आँखों म...